.

 Speak English (Urdu Book

Adab Mubasherat

Quran e Majeed kay mutabiq mubashrat sey insan ko sukoon milta hai. Zahir hai kay sukoon ki ziyaditi kis tarhan nuqsandeh ho sakti hai. Taza tareen research sey yeh baat samney aaee hai kay woh log  jo week mein 2 bar ya zyada bar mubashrat (intercourse)  kartey hain unko un logon ki nisbat death ka risk 50% kam ho jata hai jo ek month mein ek bar mubashrat kartey hain. Iss kay elawa zyada mubashrat ki wajah sey insan masaney aur prostate kay cancer sey ziyada mehfooz rehta hai. Waisey bhi woh log jo jawani mein week mein kam sey kam 2 time ya zyada mubashrat kartey hain yehi log old age mein bhi mubashrat (intercourse) kay qabil rehtey hain.

English Guru      Urdu Version  Book Free Download

 

Download English Guru urdu Books Complete Set (Set , Get , GO)

 

Search site

© 2013 All rights reserved.